26th November 1949 ko duniya a sarvshreshth sanvidhan is swantantra bharat desh ko dete waqt Dr. Babasaheb ambedkar ed baat kehte hai “Hum aaj ek naye yug me pravesh kar rahe hai, bharat ek vivdhata sampanna desh hai jaha sabhi dharm k log rehte hai. aaj k baad sabhi bhartiyo ko ek manushya, ek vote aur ek value hoga. Lekin… anewale waqt me bhale hi hum logo ko one man one vote denge par bhartiya samajik paristhiyo ka akaln agar hum karte hai to mai aisa dekhta hu k hum is desh k sabhi nagariko ko one value kabhi bhi nahi denge.” Dr babasaheb ambekar ek aise durdarshi rajnitigya the jo vartaman paristhitiyo ko dekhne k baad bhavish me in paristhiyo ko parinam kya ho sakta hai waha wo jante the. Aur usi liye uprokt vichar babasahb bhartiya sanvidhan is desh ko samparpit karte samay dete hai. Aaj bharat ko loktantrik dish hokar 62 saal ho gaye hai, aur babasahb jis bareme 26th November ko jo kaha thaw aha sab hota hua dikh raha hai…
No comments:
Post a Comment